*************************************************************************** >> 1) Ek Sher sunaata hoon bade dhyan se suno >> Mujhe sher nahi aata kisi aur se suno. >> >> 2) Badli hai duniya , kuchch mein bhi badal gaya hoon >> Pahle trainee tha ab S/W Engr ho gaya hoon >> >> 3) VC aaye to VB mein, VB aaye to VC mein daal do >> seedhe seedhe sabko museebat mein daal do >> >> 4) Project extend ho gaya to kya ho jaata hai? >> Are Tankha milti hai aur time pass hota hai. >> >> 5) Cheekh Cheekh ke mera gala baith gaya >> tab jaa ke VB4 manual ka xerox ban gaya >> >> 6) Ghayal hai scanner mera , koi dava to dila do >> Kuch na sahi to bas ek mail - id dila do. >> >> 7) Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki >> laga do in projects par baazi apne jaan ki >> >> 8) Is 8 mahino me yahan mujhe kuch nahin mila >> Mail to kya ek visiting card bhi nahi mila. >> >> 9) Pyar to tum par mujhe bahut aata hai >> Par kya karu Tera baap beech mein aata hai >> >> 10) Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai >> Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai >> >> 11) Shadi ke pahle - Maine pyar kiya >> Shadi ke baad - Ye maine kya kiya >> >> 12) Bill submit karte karte hum to bor ho gaye >> Kya karege yaaron hum to 'Bill'able ho gaye >> >> 13) Jab tak tu apne dil ki baat mujhe samjhayegi >> meri shaadi kahin aur ho jayegi >> >> 14) Seedha to khada rah Hamesha hilta rahta hai >> Kuch kaam bhi kar hamesha game khelta hai >> >> 15) Gadhe bhi aajkal samajhdaar ho gaye hain >> use ke saath rah kar Ghode bhi gadhe ho gaye hain >> >> 16) Dum aadmi main nahin Cigarette mein hota hai >> isiliye Cigarette aadmi ko nahin aadmi Cigarette ko peeta hai >> >> 17) Pyar mein kisine Dhoka to kisine kasam khayi hai >> Hum wo majnoo hai jisne sirf laat khayi hai. >> >> 18) Unko mere pyar par Ghussa aata hai >> aur mujhe unke Ghusse par pyar aata hai. contributed by TejasMehta@aol.com